Google Play redeem code ?
Hello friends, yadi aap hamari aaj ki is post per pahunche hai to bilkul sahi sthan per aaye Hain kyunki Aaj ham aapko batane ja rahe hain Google Play redeem code kya hai aur Paytm se Google Play redeem code kaise bana sakte hain. Yadi aap is vishay ke bare mein vistar se jankari pana chahti hai to aisi sthiti mein hamari aaj ki post aapke liye kafi hai upyogi sabit ho sakti hai.
Kyunki Aaj ham aapko Google Play redeem code kya hai aur Paytm ke madhyam se Google per pin code kaise banaa sakte hain kyunki sare log hote Hain jinko abhi tak Paytm se Google Play redeem code banana nahin aata hai to aaj ki jankari Keval hum Unhi login se lekar aaye Hain.
Google Play redeem code kya hai ?
Tu sabse pahle main aapko batana chahungi ki Google Play redeem code 1 prakar se alphabet aur number ke dwara banaya hua ek Aisa Kaun hota hai jisse Google Play Stor Par kai Sare application per kuchh option ya features kharidne ke liye Google Play redeem code ka use Kiya jata hai.
To chaliye apni is post ko shuru karte hain aur sabse pahle yah jaane ki koshish karenge ki Google Play redeem code kis prakar bana sakte hain.
Google Play redeem code
Dostos Kai sare log Google Play redeem code ko isiliye kharidna chahte Hain kyunki Google Play redeem code ke game per naye naye features ko badi aasani se khareed sakte hain aur iske atirikt free fire game ke andar Kai sare features ko badi aasani se khareed sakte hain to iske liye log Google Play redeem code ko kharidna chahte Hain.
Paytm se Google Play redeem code kaise banaen ?
Yadi aap Google Play redeem code kharidne chahti hai to aap badhiya Sani se Paytm se khareed sakte hain to Aaj ham aapko Paytm se redeem code kaise khariden iske bare mein sampurn jankari Dene Wale Hain to iske liye aapko kuchh aasan se steps follow karne honge uske bad aap badi aasani se Paytm se Google Play redeem code khareed sakte hain.
Step 1
To sabse pahle aapko apne mobile phone ki andar Paytm application ko open karna hai.
Step 2
Paytm app ko open karne ke bad vahan per aapko ek search ka option dikhai de raha hoga us per aapko Google Play recharge type karke search karna hai.
Step 3
Ab aap jitne bhi redeem code taiyar karna chahte hain utni Rashi likhkar search kar sakte hain.
Step 4
yadi aap 500 rupaye Tak ka redeem code banana chahte Hain to 500 rupaye dal kar search kar sakti hai.
Step 5
uske bad vahan per aapko niche ki side mein Proceed ka option dikhai de raha hoga to simple sa aapko search option per click kar dena hai.
Step 6
fIR aap payment karne ke liye Paytm wallet upi payment credit, card debit card ya FIR net banking kisi bhi option to select kar sakte hain aur payment per Click kar sakte hai payment process complete ho jane ke bad Google Play redeem code taiyar ho jaega.
Step 7
Google Play redeem code ko aap Paytm ki transaction history main ek message a jaega FIR aap us Google Play redeem code ko kahin per bhi redeem kar sakte hain.
Redeem code kaise redeem Karen ?
Doston ab aap ne Google Play redeem code kharida to liya hai lekin ab aap apne Google Play Store application per Google Play redeem code ko redeem kaise kar sakte hain. to iske bare mein bhi ham aapko niche jankari de rahe hain usko follow karne ke bad aap badi aasani se apne Google Play redeem code ko receive kar sakte hain to chale shuru karte Hain.
Google Play redeem code
• to dosto sabse pahle aapko redeem code ko redeem karne ke liye Google Play Store ko open karna hai.
• Uske bad vahan per aapko right side mein profile ka icon dikhai de raha hoga uska ke liye karna hai.
• FIR vahan per aapko payment and subscription ka option dikhai de raha hoga to simple sa aapko us option per click kar dena hai.
• ab niche ki side mein aapko redeem gift code ka ek option dikhai de raha hoga to aapko redeem gift code wale option to select karna hai aur aapko intercode option per click karna hai.
• to aapko Paytm ke dwara redeem code Mila hai to yahan per use dal dena hai.
• FIR aapko niche ki side mein redeem ka ek option dikhai de raha hoga use per click karna hai. Use option per click karne ke bad hi redeem code verify ho jaega.
• iske bad aap badi aSani se apne redeem code ko Apne Google Play Store par redeem kar sakte hain.
Google Play redeem code redeem kaise karen?
To doston is prakar aap Google Play Store per aapane redeem code ko freedom kar chuke hain. Ab aap balance ko badi aasani se Check kar sakte hain. to iske liye aapko sabse pahle Apne Google Play Store ko open karna hai FIR vahan per aapko profile wale section mein jaane ke bad payment and subscription ka option dikhai de raha hoga us per click karna hai. FIR aapko payment method option ki andar jana hai FIR vahan per aap apne redeem code ka balance dekh sakte hain.
Google Play redeem code payment history
Google Play redeem code se kya hua yadi aap uski payment history check karna chahte hain to niche Di jaane wali jankari ko padh sakte hain.
To iske liye aapko Google Play Store se apni redeem code ki payment history check kar sakte hain to sabse pahle aapko Google Play Store application ko open karna hai aur FIR profile icon per click karna hai.
Google Play redeem code kaise banaen?
Vahan per aapko payment and subscription ka option dikhai de raha hoga uske bad aapko Budget and industry ka option dikhai de raha hoga.
FIR aapko Set Budget option per click karna hai us per click karte hi aap apni Puri payment history dekh sakte hai.
Doston yadi aap apne Google Play Store per kitni application per redeem code apply kiya hai usko bhi aap badi aasani se check kar sakte hain FIR aap apni Google Play redeem code ki payment history bhi check kar sakte hain.
Conclusion
So friends, aaj ki hamari is jankari kyon madhyam se aapko Google Play redeem code kaise banaen aur Google Play redeem code Paytm ke madhyam se kaise banaa sakte hain iske bare mein sampurn jankari Di hai yadi aapko meri jankari pasand aati hai tu meri is post ko like Karen tatha Apne doston ke sath share Karen.
Yadi aapko meri post se sambandhit koi bhi sawal puchna ho to aap hamen nahin se comment karke poochh sakte hain aur hamari post ke bare mein aapki kya rai hai vah bhi hai main neeche comment karke jarur bataen aaj ke liye bas itna hi FIR mulakat hogi Agli post mein thank you..